Hothon Pe Sachchaai Rahatii Hai Jahaan Dil Men Safaaii Rahatii Hai



होंठों पे सच्चाई रहती है जहाँ दिल में सफ़ाई रहती है
Hothon Pe Sachchaai Rahatii Hai Jahaan Dil Men Safaaii Rahatii Hai

होठों पे सच्चाई रहती है जहाँ दिल में सफ़ाई रहती है
हम उस देश के वासी हैं
हम उस देश के वासी हैं जिस देश में गंगा बहती है !

मेहमां जो हमारा होता है वो जान से प्यारा होता है
ज़्यादा की नहीं लालच हम को थोड़े में गुज़ारा होता है
बच्चों के लिए जो धरती माँ
सदियों से सभी कुछ सहती है
हम उस देश के वासी हैं जिस देश में गंगा बहती है !

कुछ लोग जो ज़्यादा जानते हैं, इन्सान को कम पहचानते हैं
ये पूरब है, पूरब वाले हर जान की कीमत जानते हैं
हिल-मिल के रहो और प्यार करो
इक चीज़ यही तो रहती है
हम उस देश के वासी हैं जिस देश में गंगा बहती है !

जो जिस से मिला सीखा हम ने, ग़ैरों को भी अपनाया हमने
मतलब के लिए अन्धे बनकर रोटी को नहीं पूजा हम ने
अब हम तो क्या सारी दुनिया
सारी दुनिया से कहती है
हम उस देश के वासी हैं जिस देश में गंगा बहती है !

(hoTho.n pe sachchaaii rahatii hai
jahaa.N dil me.n safaaii rahatii hai
ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n
jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai ) \- 2

(mehamaa.n jo hamaaraa hotaa hai
vo jaan se pyaaraa hotaa hai ) \- 2
zyaadaa kii nahii.n laalach hamako
tho.De me guzaaraa hotaa hai \- 2
bachcho.n ke liye jo dharatii maa.N
sadiyo.n se sabhii kuchha sahatii hai
ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n
jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai

(kuchh log jo zyaadaa jaanate hai.n
insaan ko kam pahachaanate hai.n ) \- 2
ye puurab hai puurabavaale
har jaan kii kiimat jaanate hai.n \- 2
mil jul ke raho aur pyaar karo
ek chiiza yahii jo rahatii hai
ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n
jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai

(jo jisase milaa sikhaa hamane
gairo.n ko bhii apanaayaa hamane ) \- 2
matalab ke liye andhe hokar
roTii ko nahii puujaa hamane \- 2
ab ham to kyA saarii duniyaa
saarii duniyaa se kahatii hai
ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n
jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai

hoTho.n pe sachchaaii rahatii hai
jahA.n dil me.n safaaii rahatii hai
ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n
jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai

गाना / Title: होंठों पे सच्चाई रहती है जहाँ दिल में सफ़ाई रहती है
Hothon Pe Sachchaai Rahatii Hai Jahaan Dil Men Safaaii Rahatii Hai

चित्रपट / Film: Jis Desh Mein Gangaa Behti Hai
संगीतकार / Music Director: शंकर - जयकिशन-(Shankar-Jaikishan)
गीतकार / Lyricist: Shailendra
गायक / Singer(s): मुकेश-(Mukesh)

Hey Nataraaj Gangaadhar Shambho Bholenaath Jay Ho



हे नटराज गँगाधर शम्भो भोलेनाथ जय हो
Hey Nataraaj Gangaadhar Shambho Bholenaath Jay Ho

हे नटराज, आ आ
गँगाधर, शम्भो भोलेनाथ, जय हो \-३
जय जय जय विश्वनाथ, जय जय कैलाश नाथ
हे शिव शंकर तुम्हारे जय हो

हे दया निधान, गौरीनाथ
चँद्रभाल, अँग भस्म, व्याल माल
मैं रहूँ सदा शरण, तुम्हारी जय हो

he naTaraaj, aa aa
ga.Ngaadhar, shambho bholenaath, jay ho \-3
jay jay jay vishvanaath, jay jay kailaash naath
he shiv sha.nkar tumhaare jay ho

he dayaa nidhaan, gauriinaath
cha.Ndrabhaal, a.Ng bhasm, vyaal maal
mai.n rahuu.N sadaa sharaN, tumhaarii jay ho

गाना / Title: हे नटराज गँगाधर शम्भो भोलेनाथ जय हो -
Hey Nataraaj Gangaadhar Shambho Bholenaath Jay Ho
चित्रपट / Film: Sangeet Samrat Tansen
संगीतकार / Music Director: S N Tripathi
गीतकार / Lyricist: Tansen
गायक / Singer(s): Kamal Barot , Mahendra Kapoor

दिल के झरोखे में तुझको बिठाकर



दिल के झरोखे में तुझको बिठाकर
Dil Ke Jharokhe Main Tujhako Bithaakar

दिल के झरोखे में तुझको बिठाकर
यादों को तेरी मैं दुल्हन बनाकर
रखूँगा मैं दिल के पास, मत हो मेरी जाँ उदास

कल तेरे जलवे पराये भी होंगे,
लेकिन झलक मेरे ख्वाबों में होंगे
फूलों की डोली में होगी तू रुखसत,
लेकिन महक मेरी सांसों में होगी
दिल के झरोखे में ...

अब भी तेरे सुर्ख होठों के प्याले,
मेरे तसव्वुर में साक़ी बने हैं
अब भी तेरी ज़ुल्फ़ के मस्त साये,
बिरहा की धूप में साथी बने हैं
दिल के झरोखे में ...

मेरी मुहब्बत को ठुकरा दे चाहे,
मैं कोई तुझसे ना शिकवा करुंगा
आँखों में रहती हैं तस्वीर तेरी,
सारी उमर तेरी पूजा करुंगा
दिल के झरोखे में ...

Dil Ke Jharokhe Main Tujhako Bithaakar
yaado.n ko terii mai.n dulhan banaakar
rakhuu.Ngaa mai.n dil ke paas, mat ho merii jaa.N udaas

kal tere jalave paraaye bhii ho.nge,
lekin jhalak mere khvaabo.n me.n ho.nge
phUlo.n kii Dolii me.n hogii tU rukhasat,
lekin mahak merii saa.nso.n me.n hogii
dil ke jharokhe me.n ...

ab bhii tere surkh hoTho.n ke pyaale,
mere tasavvur me.n saaqii bane hai.n
ab bhii terii zulf ke mast saaye,
birahaa kii dhuup me.n saathii bane hai.n
dil ke jharokhe me.n ...

merii muhabbat ko Thukaraa de chaahe,
mai.n koI tujhase naa shikavaa karu.ngaa
aa.Nkho.n me.n rahatii hai.n tasviir terii,
saarii umar terii puujaa karu.ngaa
dil ke jharokhe me.n ...

गाना / Title: दिल के झरोखे में तुझको बिठाकर - Dil Ke Jharokhe Main Tujhako Bithaakar
चित्रपट / Film: Brahmachari
संगीतकार / Music Director: शंकर - जयकिशन-(Shankar-Jaikishan)
गीतकार / Lyricist: हसरत-(Hasrat)
गायक / Singer(s): Rafi

जब दर्द नहीं था सीने में, तब ख़ाक मज़ा था जीने में



जब दर्द नहीं था सीने में, तब ख़ाक मज़ा था जीने में
Jab Dard Nahin Thaa Seene Main

न हँसना मेरे ग़म पे इंसाफ़ करना
जो मैं रो पड़ूँ तो मुझे माफ़ करना

जब दर्द नहीं था सीने में
तब ख़ाक मज़ा था जीने में
अब के शायद हम भी रोयें सावन के महीने में
जब दर्द नहीं था ...

यारो का ग़म क्या होता है
मालूम न था अन्जानों को
साहिल पे खड़े होकर अक़्सर
देखा हमने तूफ़ानों को
अब के शायद दिल भी डूबे
मौजों के सफ़ीने में
जब दर्द नहीं था ...

ऐसे तो ठेस न लगती थी
जब अपने रूठा करते थे
ऐसे तो दर्द न होता था
जब सपने टूटा करते थे
अब के शायद दिल भी टूटे
अब के शायद हम भी रोयें सावन के महीने में
जब दर्द नहीं था ...

इस क़दर प्यार तो कोई करता नहीं
मरने वालों के साथ कोई मरता नहीं
आप के सामने मैं न फिर आऊँगा
गीत ही जब न होंगे तो क्या गाऊँगा
मेरी आवाज़ प्यारी है तो दोस्तों
यार बच जाये मेरा दुआ सब करो
दुआ सब करो

Jab Dard Nahin Thaa Seene Main
tab Kaak mazaa thaa jiine me.n
ab ke shaayad ham bhii roye.n saavan ke mahiine me.n
jab dad.r nahii.n thaa ...

yaaro kaa Gam kyaa hotaa hai
maaluum na thaa anjaano.n ko
saahil pe kha.De hokar aqsar
dekhaa hamane tuufaano.n ko
ab ke shaayad dil bhii Duube
maujo.n ke safiine me.n
jab dad.r nahii.n thaa ...

aise to Thes na lagatii thii
jab apane ruuThaa karate the
aise to dard na hotaa thaa
jab sapane TuuTaa karate the
ab ke shaayad dil bhii TuuTe
ab ke shaayad ham bhii roye.n saavan ke mahiine me.n
jab dad.r nahii.n thaa ...

is qadar pyaar to koii karataa nahii.n
marane vaalo.n ke saath koii marataa nahii.n
aap ke saamane mai.n na phir aa_uu.Ngaa
giit hii jab na ho.nge to kyaa gaa_uu.Ngaa
merii aavaaz pyaarii hai to dosto.n
yaar bach jaaye meraa du_aa sab karo
duaa sab karo

गाना / Title: जब दर्द नहीं था सीने में - Jab Dard Nahin Thaa Seene Main
चित्रपट / Film: Anurodh
संगीतकार / Music Director: लक्ष्मीकांत - प्यारेलाल-(Laxmikant-Pyarelal)
गीतकार / Lyricist: आनंद बक्षी-(Anand Bakshi)
गायक / Singer(s): किशोर कुमार-(Kishore Kumar)

दोनों ने किया था प्यार मगर, मुझे याद रहा तू भूल गई



दोनों ने किया था प्यार मगर, मुझे याद रहा तू भूल गई
Donon Ne Kiyaa Thaa Pyaar Magar

दोनों ने किया था प्यार मगर
मुझे याद रहा तू भूल गई
मैने तेरे लिये रे जग छोड़ा
तु मुझको छोड़ चली

तूने मुझसे किया था कभी वादा
मेरी ताल पे तू दौड़ी चली आएगी
कैसा बंधन है प्यार का ये बंधन
इसे छोड़ के तू कभी नहीं जाएगी
क्या यही है वफ़ा मुझे ये तो बता
मेरी महुआ, वो तेरे वादे क्या हुए
क्या यही है वफ़ा, मुझे ये तो बता, मेरी महुआ
ओ मेरी जाना, दोनो ने किया इज़हार मगर ...

आज मैं अपने दिल की सदा से
आसमान को हिला के रहूँगा
ऐ मौत की नींद सोने वाली
आज तुझको जगा के रहूँगा
तू न जागी तो आसमान को जगा के रहूँगा
तू इस जग में न आई तो इस जग को जला के रहूँगा
तु है मेरा बदन मैं बदन का ??? जला के रहूँगा
ओ मेरी आतमा ??? तुझे आतमा से मिलाके रहूँगा
तू है मेरी दुल्हन आज होगा मिलन मेरी महुआ ...

donon ne kiyaa thaa pyaar magar
mujhe yaad rahaa tuu bhuul ga_ii
maine tere liye re jag chho.Daa
tu mujhako chho.D chalii

tuune mujhase kiyaa thaa kabhii vaadaa
merii taal pe tuu dau.Dii chalii aaegii
kaisaa ba.ndhan hai pyaar kaa ye ba.ndhan
ise chho.D ke tuu kabhii nahii.n jaaegii
kyaa yahii hai vafaa mujhe ye to bataa
merii mahuaa, vo tere vaade kyaa hue
kyaa yahii hai vafaa, mujhe ye to bataa, merii mahuaa
o merii jaanaa, dono ne kiyaa izahaar magar ...

aaj mai.n apane dil kii sadaa se
aasamaan ko hilaa ke rahuu.Ngaa
ai maut kii nii.nd sone vaalii
aaj tujhako jagaa ke rahuu.Ngaa
tuu na jaagii to aasamaan ko jagaa ke rahuu.Ngaa
tuu is jag me.n na aaii to is jag ko jalaa ke rahuu.Ngaa
tu hai meraa badan mai.n badan kaa ??? jalaa ke rahuu.Ngaa
o merii aatamaa ??? tujhe aatamaa se milaake rahuu.Ngaa
tuu hai merii dulhan aaj hogaa milan merii mahuaa ...

गाना / Title: दोनों ने किया था प्यार मगर - Donon Ne Kiyaa Thaa Pyaar Magar
चित्रपट / Film: Mahua
संगीतकार / Music Director: Sonik-Omi
गीतकार / Lyricist: Qamar Jalalabadi
गायक / Singer(s): Rafi